Saturday, July 24, 2010

Sapno ki aahat

tere sapno ki aahat aksar jagate hai mujhe
pal bhar ke liye utt sa jaaata hun
jindagi ke lamhe kam lage
tho kuch supno mein doondhta hun tujhe
aaj fursat ke baad waqt pass aaaya hai
kuch guzaarish karu aise hi lamho ki
sahmi sahmi see thi tu un dauran
dil bakeraar hai kuch arz karu
sahara hai in sapno ka, sachai ka nahin
sachai doori nahin mitati, sapne jaroor
fursat hai tere milan kaa
suna hai kabhi sapne bhi sach hote hain
tanhaiiyee teri aahat ki tarf mode
pyaar tho hai aise hi tanhaiiyee kee
door hum bhi hai, door tum bhi
mukassar nahin aise lamho kaa jo milaye
din khul gaya hai, aankh nahin
sapno mein ghum saa gaya hai yeh dil bhi
pukarre yeh awaaz sapno ki
dil khush hai aaj sapno mein tujhe dekhke
ibadat hai tu khush rahe jindagi mein
tu muskuraaaie, sapne jeeeye
hum issi tarah tarro mein apni raah doondhe
shayad tum bi kabhi socho humhe
yeh sapne haqeemat mein badle humhe
sharrab raasta nahin par kamzoori tumhe milne kaa
shukar hai yeh dooori tho mitathi hai
yeh sapne kabhi naa toothe
tere sapno ki aahat kabhi na rhuke........